Thursday, October 18, 2018

IBS IT SOLUTION

Internet Service Provider (ISP)

Definition - What does Internet Service Provider (ISP) mean?
An Internet service provider (ISP) is a company that provides customers with Internet access. Data may be transmitted using several technologies, including dial-up, DSL, cable modem, wireless or dedicated high-speed interconnects.

Typically, ISPs also provide their customers with the ability to communicate with one another by providing Internet email accounts, usually with numerous email addresses at the customer’s discretion. Other services, such as telephone and television services, may be provided as well. The services and service combinations may be unique to each ISP.

An Internet service provider is also known as an Internet access provider (IAP).

IBS IT SOLUTION Explains Internet Service Provider (ISP)
The Internet began as a closed network between government research laboratories and universities and colleges. As universities and colleges began giving Internet access to their faculty and other employees, ISPs were created to provide Internet access to those employees at home and elsewhere. The first ISP began in 1990 as The World, based in Brookline, Massachusetts.

Individual customers and businesses pay ISPs for Internet Access. ISPs are interconnected to one another at network access points. In turn, ISPs pay other, larger ISPs for their Internet access, which in turn pay still other ISPs. This cascades multiple times until transmissions reach a Tier 1 carrier, which is an ISP capable of reaching every other network on the Internet without purchasing IP transit or paying settlements. However, it is difficult to determine the status of a network because the business agreements to pay settlements are not made public.

However, the situation is more complex than simply a single connection established to an upstream ISP. ISPs may have more than one point of presence (PoP), which is an access point to the Internet comprised of a physical location housing servers, routers, ATM switches and digital/analog call aggregators. Some ISPs have thousands of PoPs. Multiple PoPs may have separate connections to an upstream ISP. And each ISP may have upstream ISPs and connections to each one of them at one or multiple PoPs.

Monday, July 27, 2009

Funny massage

25 Paise

Jis taraf dekho apka hi naam hai
Jis taraf dekho apka hi naam hai
upar likha hai most wanted
neeche 25 paise ka inaam hai


Behan Pata Rakhi Thi

usne mehndi laga rakhi thi
humne uski doli utha rakhi thi
hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi
issi liye humne uski behan pata rakhi thi

Na Mile Bail

Degree ki aadh mein college ne kiya blackmail
Jahan hum hote the pass wahan kar diya fail
Mann karta hai ki pahuchadu inhe aisi jail
ki lakh koshish kar le fir bhi mile ne inhe bail

Lal

Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
yahan likhna mana hai

Dard Ka Maza

ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai
ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai
jo na na karte huye bhi use apni behan banata hai

Mohabbat Mein

Janeman aapki mahobbat mein
kya se kya haal ho gaya
badan se badboo aa rahee hai
nahaye huye zamana ho gaya

Meri Zindagi

Meri jindagi ek jua banke reh gayi
Meri jindagi ek jua banke reh gayi
Maine jise pyaar kiya
woh mere baccho ki bua banke reh gayi

MUHALLE WALI BAYI

KAL RAAT KISI KI ZUBAN SE AAWAZ NIKLI
CHAL NIKAL LE DEKH KE KOI PATLI GALI
MAINE TO SOCHA THA KOI PATAKHA HOGA

FIZAO MEIN TUM HO

FIZAO MEIN TUM HO
GHATAO MEIN TUM HO
HAWAO MEIN TUM HO
BAHARO MEIN TUM HO
DHOOP MEIN TUM HO
CHAON MEIN TUM HO
AB TUM HE BATAO MERI JAAN
KYA TUM KISI BHOOT SE KAM HO
DOSTO NE KAHA WO THI RAAM KALI

EK WAQT THA

EK WAQT THA JAB AAP KE MSGS AISE AATE THE
JAISE KISI NE AAP KE SIR PAR PISTOL RAKHI HUYI HAI
AUR AAP SE SMS KARWA RAHE HAI
MAGAR AB TO LAGTA HAI
KISI NE AAP KO GOLI HI MARDI HAI

HUM RAAT KI TANHAIYON

HUM RAAT KI TANHAIYON SE AAPKA ZIKR KIYA KARTE HAI
CHAND SE AAPKI BAATE KIYA KARTE HAI
NA AAO HUMARE KHWABON MEIN YOON TUM
HUM BHOOT SE DARA KARTE HAI

GUM HO GAYI MAKE-UP

GUM HO GAYI MAKE-UP MEIN
ASLI KI PEHCHAAN
UPAR SE TAJMAHAL
ANDAR SE KABRISTAAN

BADE LAMBE HOTE HAI

BADE LAMBE HOTE HAI
YE ZINDAGI KE RAASTE
DO KADAM TUM CHALO
DO KADAM HUM CHALENGE
BAAD MEIN TAXI KAR LENGE


STUDENT KE DARD

STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE
COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE
HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME
WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE

Dosti Ki Kadar

DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUM
AASMA MEIN SITARE HAI JITNE
YAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLO
BAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNE


Arz kiya hai

Arz kiya hai
Madmast hawayein hain
Mausam bhi suhana hain
Bandar SMS padh raha hai
Kya educated zamana hai


Tere Pyaar Main

Tere pyaar main kitna intezaar kiya
Tere pyaar main kitna intezaar kiya
Aur uss intezaar mein na jane kitno se pyaar kiya

Ek Aap Hai

Ek aap hai jo itne Achay hai
Ek aap hai jo itne Sachay hai
Ek aap hai jo itne Sundar hai
Ek aap hai jo itne Caring hai
Aur ek hum hai
jo Jhoot pe Jhoot bole ja rahe hai

Mohabbat Ki Dushmanee

TUMSE DUSHMANEE MOL LI HOTI
TO AB TAK MOHABBAT ME BADAL JAATI!
MOHABBAT KYON KARBAITHA TUMSE
KI AB DUSHMANEE HI DUSHMANEE!

TERE GHAR AAKE BAAT KAR LI HOTI
TO AB TAK SHADI HO JAATI!
CHHUP CHHUP KE KYON MILNE LAGE TUMSE
KI AB SANSANEE HI SANSANEE!

Mat Ho Meri Jaan Udaas

Kachre ke dibbe mein tujh ko bitha ke
Jhaadoo aur Ponchhe se tujh ko sajaa ke
Rakhunga Main Naalee ke Paas
Mat ho Meri Jaan Udaas


Aaina-E-Dil

Aaina-e-Dil Todkar Dekh Liya Tune
Teri Soorat Ke Siwa Aur Bhala Kya Nikla
Maine Socha Tha Ke Fariyaad Karonga Hakim se
Woh Bhi Zalim Tera Chahne Wala Nikla

Huasla Aazmaaish

Kabhi Hausla Aazma Lena Chahiye
Bure Waqt Me Muskara Lena Chahiye
Jab Saat Din Me Bhi Khujli Naa Mite To
Aathve Din Achhe se Naha Lena Chahiye



Love massage

Pyaar

Taras jaoge tum mehfil-e-wafa ke liye
Kisi se pyaar na karna kbhi khuda ke liye
Jab lagegi ishq ki adalat ek din
Tum hi chune jaoge saza ke liye

Dil Ko Chhu Gayi Hai

Dil ko chu gayi hai aapki har baat
Dil bas chaahe aapse ek mulakaat
Dil mein hai aapke liye is kadar jazbaat
Ki pyar rahega tab tak
jab tak hai badalon mein barsaat

Dil To Na Jaane

Dil to na jaane aap ka naam
Dil ko nahi hai koi bhi kaam
Dil yehi maange har subah aur shaam
Ki rab de aapko har pal khushiyon bhara paigaam

Haal Tumhara

Ho gayi hai jo mohabbat unse
kaabu me nahin rehta dil hamara
Kho jata hoon khayalon me
Nazar aata hai chehra har pal tumhara
Ik tu hi to hai meri zindgi ka sahara
Ab to bata ae meri zindgi
kya haal hai tumhara


Raat Bhar Mere Sapne Mein

Raat bhar woh mere sapno mein aaye
Din bhar bhi woh mujhe bahut tadpaye
Ye kaisi hai doori ki sahi na jaye
Shayad yehi rista hai jo pyar kehlaye


Benoor Ankhon Mein Koi Khwab To De

Benoor ankhon mein koi khwab to de
Meri beqarar raaton ka kuch hisab to de
Tu khafa hai mujhse, lekin phir bhi agar ho sake
Mere in sawalon ka jawab to de
Humne jisme likhe the kuch wade
Agar mumkin hai to meri wo kitab to de
De nahi sakta agar pyar to aisa kar
Gham de, zehar de, koi azaab to de
Jis mein bheeg jaye mere dil ki dunya
Aisa koi in ankhon mein sailab to de
Kabhi tum kaha karte the ke aap ache hain
Ab bura hi sahi magar koi khitab to de


Unka Chehra

unka chehra tha ya aftab tha sham ka
meri nazro ne kaha nikla ye banda kam ka
wo chehre ka noor wo rang wo jamal aur kya khub tha unka naam
dekha na maine koi banda is naam ka
hawa bhi khush ho jati hai unke gesu chhukar
pani karta hai badan pe kaam jaam ka
pani pani ho jaaunga unke samne
uthaya ghunghat gar usne bas naam ka
unke ishq me main ab is tarah jinda hu
wajud hai badli ke pichhe jaise maahtab ka


PYAR KA PEHLA


PYAR KA PEHLA

ISHQ KA DOOSRA
AUR MOHABBAT KA TEESRA LAFZ
ADHOORA HOTA HAI
ISLIYE HUM TUMHE CHAAHTE HAI
KYUNKI CHAAHAT ME HAR EK LAFZ POORA HOTA HAI

Tera Chehra Hai


Tera chehra hi aaeene jaisa
kyoun na dekhun hai dekhne jaisa
Tera chehra hi aaeene jaisa
Tum kaho toh main puch loon tumse
hai sawal ek puchne jaisa
Dost mil jayenge kai lekin
naa milega koi mere jaisa
hum achanak mile they jab pahle
pal nahin hai woh bhulne jaisa
Tera chehra hai aaeene jaisa

Shart-e-wafa


Is zamane se hume koi gila nahi hai
Dil lagane me koi shart-e-wafa bhi nahi hai
Ishq me tere is kadar doobe huye hai
Khushi-o-gum ka hume zara bhi ilm nahi hai
Na dikhaya kabhi apna zakham-e-dil
Dard hota hai phir bhi dil ko daba rakha hai
Tujhe to bhool se bhi nahi bhool paate hai
Teri yaado ko to seene me chhupa rakha hai
Isaq me duniya jahan ki parwah nahi hoti hai
Bas tere lautne ka har-pal intzaar karte hai
Kab tak ye raaz tumse chhupaye rakhe dil me
zindagi se bhi zayada tumko payar karte hai

Mujhe

Teri salamti ki khabar ne diya hai sukun mujhe
Ab to tere aane ka hai bas intazaar mujhe
Tum bin to din dhalta nahi raat guzarti nahi
Tu nahi teri yaad sahi jisne gher rakha hai mujhe
Meri duawo ka ab to harsu asar hone laga hai
Tu door hai phir bhi aas-pass hi mahsus hone laga hai mujhe
Ab to na rahi tujhse koi sikayat mere Rabba !
De di hai tune sare jahaan ki khushiya mujhe
Hu shukr-guzaar teri yunhi rakhna ta-uamr salamat usse
Bin tere to chand sitare bhi jhoothe lage hai mujhe

Ho Gaya Ishq Lagta Hai

Pyar huya hai jab se
Kambakht dil nahin lagta tab se
Har pal fariyaad karta hun rab se
Ho gayi hai khushal zindgi
Aaye ho aap meri zindgi me jab se
Or kuch nahin chahiye mujhe is jag se
Ho gaya ishq lagta hai mujhe tab se

Dil Ko Aazma Ke Dekho

Dil ko kabhi aazma ke toh dekho
Ek bar apne dil se laga ke toh dekho
Dil toh layega aapke liye chand aur taare
Ek bar raho pe palke bicha ke toh dekho


Dil Hai Aapka Kayal

Aakhon mein ban ke rahogi jaise kajal
Dil ko aap yaad aate ho ab toh har pal
Chahe chha jaye kitne bhi gum ke badal
Ye dil toh humesha rahega aap hi ka kayal

Dil Ki Dor

Na jaanu kaise bandh gayi hai aapse dil ki dor
Na janu ab kyu chalta nahi dil pe kisi ka zor
Ab toh gali gali pe hai apne pyar ka shor
Jasie khushi se jhoom ke naache van mein mor


Hamari Muskaan


Hontho mein ban ke rahoge jaise muskaan
Saanso mein humesha rahega aap hi ka armaan
Dil aapki khushi ke liye har pal karega aazan
Aur aapki khwaish puri ho chahe sab kuch ho kurbaan




Romantic massage

Apni kismat ke aage bebas hai Insaan

Apni kismat ke aage bebas hai Insaan,
bebas hai khuwab haqeeqat ke aage,
Koi ruki hui Dhadkan se puche ,
kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.

Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi

Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..


Hum aapse pyaar karte hain.

Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
Hum aapse pyaar karte hain.